Mujhse Pehli Si Mohabbat Lyrics in Hindi | Mujhse Pehli Si Mohabbat | Faiz Ahmed Faiz – Ghazal

 

Mujhse Pehli Si Mohabbat Lyrics in Hindi | Mujhse Pehli Si Mohabbat  | Faiz Ahmed Faiz – Ghazal

"Mujhse Pehli Si Mohabbat" is a popular ghazal (poem) written by the renowned Urdu poet Faiz Ahmed Faiz. The ghazal has been beautifully sung by several artists, including the legendary Indian playback singer Lata Mangeshkar.

Mujhse Pehli Si Mohabbat Song Lyrics Credit:-

SongMujhse Pehli Si Mohabbat Lyrics
SingerHumera Channa and Nabeel Shaukat
FeaturingHumera Channa and Nabeel Shaukat
LyricsFaiz Ahmed 
MusicMekaal Hasan
ProducerStrings
DirectorStrings
LableCoke Studio

Mujhse Pehli Si Mohabbat Lyrics in Hindi
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग |
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग ||
 
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग |
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग ||
 
मैने समझा था के तू है,
तो दरख़्शान है हयात |
तेरा गम है तो,
गम-ए दहर का झगड़ा क्या है ||
 
तेरी सूरत से है,
आलमें बहारों को साबत |
तेरी आँखों के सिवा ,
दुनिया में रखा क्या है ||
तेरी आँखों के सिवा ,
दुनिया में रखा क्या है ||
 
तू जो मिल जाए तो,
तकदीर निगून हो जाए |
यूं ना था मैं ने फाकत,
चाहा था यूं हो जाए ||
 
हां.. मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग |
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग ||
 
अन-गिनत सदियों के तारिक,
बहिमनाह तालिस्म |
अन-गिनत सदियों के तारिक,
बहिमनाह तालिस्म ||
 
रेशम-ओ अतल-ओ,
काम खाब में बुनवाये हुए |
जा-ब-जा बिकते हुए,
कूचा-ओ बाजार में जिस्म |
खाक में लिथड़े हुए,
खून में नहलाए हुए ||
 
लौट जाती है उधर,
को भी नज़र क्या कीजै |
अब भी दिल-कश है तेरा हुस्न,
मगर क्या कीजै |
अब भी दिल-कश है तेरा हुस्न,
मगर क्या कीजै |
 
और भी दुख हैं जमाने में,
मुहब्बत के सिवा |
राहतें और भी हैं,
वस्ल की राहत के सिवा ||
 
हां.. मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग |
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग ||
 
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग |
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग ||
 
मुझसे पहली सी मुहब्बत,
मेरे महबूब ना मांग ||


Mujhse Pehli Si Mohabbat Lyrics
Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang |
Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang ||

Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang |
Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang ||

Maine Samjha Tha Ke Tu Hai,
To Darakhshaan Hai Hayaat |
Tera Gham Hai To,
Gham-E Dahr Ka Jhagda Kya Hai ||

Teri Soorat Se Hai,
Aalamein Bahaaron Ko Sabaat |
Teri Aankhon Ke Siva,
Duniya Mein Rakkha Kya Hai ||

Teri Aankhon Ke Siva,
Duniya Mein Rakkha Kya Hai ||

Tu Jo Mil Jaaye To,
Taqdeer Nigoon Ho Jaaye |
Yoon Na Tha Main Ne Faqat,
Chaaha Tha Yoon Ho Jaaye ||

Haan.. Mujhse Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang |
Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang ||

Anginat Sadiyon Ke Taareek,
Baheemaanah Talism |
An-Ginat Sadiyon Ke Taareek,
Baheemaanah Talism ||

Resham-O Atlas-O,
Kam Khaab Mein Bunwaae Hue |
Ja-Ba-Ja Bikte Hue,
Koocha-O Baazaar Mein Jism |
Khaak Mein Lithde Hue,
Khoon Mein Nahlaaye Hue ||

Lauṭ Jaati Hai Udhar,
Ko Bhi Nazar Kya Keeje |
Ab Bhi Dil-Kash Hai Tera Husn,
Magar Kya Keeje |
Ab Bhi Dil-Kash Hai Tera Husn,
Magar Kya Keeje ||

Aur Bhi Dukh Hain Zamaane Mein,
Muhabbat Ke Siva |
Raahatein Aur Bhi Hain,
Wasl Ki Raahat Ke Siva ||

Haan.. Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang |
Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang ||

Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang |
Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang ||

Mujh Se Pehli Si Muhabbat,
Mere Mehboob Na Maang ||


Previous
Next Post »